About us

Hello dosto mathstricks12.blogspot.com k About us page par aapka swagat hai.
Agar aap mathematics shortcut trick , maths tricks  ya mathematics se related question ko solve karna shikhana chhahate hai, to aap bilkul sahi blog par aaye hai.

Maths tricks in hindi k baare me 

Dosto maths tricks in hindi blogger par banaya huaa ek blog hai. Jis par mathematics se related shortcut tricks and questions ki jaankari share ki jaati hai.Maths tricks in hindi par aap mathematics k questions and shortcut tricks ko hindi me shikh sakate hai.Usse related questions comment kark puch sakate.

Maths tricks in hindi par kya-kya share kiya jata hai ?
  •  Jaisa ki mai bata chhuka hu ki Maths tricks in hindi par mathematics se related questions and tricks share ki jaati hai. Future me Iss blog par niche likhi mathematics jaankari share ki jaa chuki hai  -:
  • Square and square root tricks
  • Multiplication trick
  • Trigonometry
  • Geometry
  • Simple equation tricks
Etc.
Future me mathematics k aor bhi topics jaise -:

  • Algebra
  • Trigonometry
  • Geometry
  • Addition tricks
  • Subtraction tricksDivision tricks Etc. k baare me jaankari di jaayegi
Mathematics se related koi questions puchana ho to aap mujhse puch sakte hai. Mai puri koshis karunga ki aapk questions ka answer jald se jald de saku. Aapki help karne me mujhe bahot khushi hogi. Aap apana question hume comment kark ya contact form ki help se send kar sakate ho .

Aapk send kiye gaye question ka answer mai apne ek banaye page jiska name Aapk send kiye gaye question ka answer yaha hai par deta hu . Iss page ko specially aap k send kiye k question ka answer dene k liye banaya hai.

Aap maths tricks in hindi k social profile ki help se aane wale post ki jaankari direct apne social profile par paa sakate hai.
Aap hume niche diye social profile ki help se follow kar sakte hai -:
1. Facebook page
2. Twitter
3. Google+

To be continued.......!

8 टिप्‍पणियां:

  1. 2 Numbers Ko Add Karne Se 25 Ans 25 Ata Hai...
    Aur Minus Karne Se 13 Ans Ata Hai...
    In Ko Multiple Karne Se Kya Ans Aye Ga...
    100
    114
    119
    138

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. Maana 2 number "x" and "y" hai, tab question ke anusaar -> x+y = 25 ...(i)
      aur -> x-y = 13 ...(ii)

      Ab equation (i) aur (ii) ko add karne par->
      2x = 38
      x = 38/2
      x = 19
      Equation (i) me x=17 rakhne par->
      19+y = 25
      y = 25-19
      y = 6

      Ab inko multiply karne par->
      x×y = 19×6
      = 114 Ans.

      हटाएं
  2. Sir, thank you very much for your valuable and meaningful article. This article is very exellent and awesome. I am your regular visitor and I always like and share your articles to my friends and your website is awesome.

    जवाब देंहटाएं