Two digit number ka multiply tricks se kaise karte hai ? In Hindi
Hello friend, aaj mai ek baar phir aapk samane ek new mathematics tricks lekar haajir huaa hu. Aor ye ummeed karta hu ki aapko jarur pasand aayegi.Aaj mai aapko multiplication tricks k baare batauga. Vaise to maine multiplication tricks par many post kiye hai .Agar aapne nhi pada hai, to maine niche link diya hai. Aap us par click kark pad sakate hai.
Multiply tricks in Hindi
multiply-tricks-in-hindi-2
Fast-multiply-tricks-3.
Uppar diye sabhi post me maine ek fix base liya hai. For example kisi me 10, kisi me 100, and kisi me 1000 etc.
To aaj k post me mai aapko un type k multiplication tricks batauga jink liye base 10 ka multiple hoga.
For example k liye niche diya example dekhiye-:
Example -1. 49 * 49=?
Trick-: step ko follow kare-:
Step-1. base= 10*5=50 kyuki 49 , 50 k pass hai.
Step-2. Base me se diya gaya no. 49 ko minus kare -: 50-49=1 .minus karne se hume ye
Step-2. Base me se diya gaya no. 49 ko minus kare -: 50-49=1 .minus karne se hume ye
pata chala ki 49 , "base" =50 se 1 kam(less) hai.
Step-3. 49 , base =50 se 1 kam (less) hai to jaisa maine niche likha hai vaise likhe-:
49 - 1
49 - 1
Step-4. Ab 49-1=48
49 - 1
49 - 1
48
Step-5. 1*1=1
49 - 1
49 - 1
48 1
Step-6. Base =10*5 hai isliye 48*5=240.
49 - 1
49 - 1
240 1
49 * 49 = 2401 ans.
Example-2. 23 multiply 24=?
Tricks - follow steps -:
step-1. Base = 10*2=20
Step-2. 23 , base= 20 se 3 jada(more) and 24, base = 20 se 3 jada(more) hai. To
23 + 3
24 + 4
Step-3. 23+4=27 and 3 * 4=12
23 + 3
24 + 4
27 12
Step-4. Base =10*2=20 so 27 *2=54 isliye 27 ki jagah par 54 likhege-:
23 + 3
24 + 4
54 12
Step-5. Right side ka 12 ki jagah 2 oar 1 carry karenge 54 me.
To 54+1=55
Step-6. 23 + 3
24 + 4
55 2
23 * 24 = 552 ans.
Step-4. Base =10*2=20 so 27 *2=54 isliye 27 ki jagah par 54 likhege-:
23 + 3
24 + 4
54 12
Step-5. Right side ka 12 ki jagah 2 oar 1 carry karenge 54 me.
To 54+1=55
Step-6. 23 + 3
24 + 4
55 2
23 * 24 = 552 ans.
Example -3. 46 multiply by 44 =?
Tricks -: step-1. Base=10*5=50
Step-2. 46, base 50 se 4 kam(less) and 44, base 50 se 6 kam(less) hai. Isliye
46 - 4
44 - 6
Step-3. 46 - 6 = 40 and 4 * 6 =24
Step-4. 46 - 4
44 - 6
40 24
Step-5 base =10*5=50 isliye 40*5=200 and 24 me se 2 carry karenge 200 par isliye 200+2=202 means 40 ki jagah par 202 and 24 ki jagah par 4 likhege.
46 - 4
44 - 6
202 4
46 multiply by 44= 2024 ans.
Example-4. 23 multiply by 29
Tricks -: step-1. Base =10*2=20
Step-2. number 23 ,base=20 se 3 jada(more) and no. 29 ,base =20 se 9 jada (more) hai-:
23+3
29 +9
Step-3. 23+9=32 and 3*9=27
23+3
29+9
32 27
Step-4. Ab base=10*2=20 isliye 32*2=64
23+3
29 +9
64 27
Step-5. Ab 27 me se 2 ko add 64 me karenge aor 7 ko vaisa hi rahane dege.
64+2=66
23+3
29+9
66 7
23 multiply by 29=667 ans.
64+2=66
23+3
29+9
66 7
23 multiply by 29=667 ans.
Example-5. 59 * 56=?
Tricks -: step-1. Base=10*5=50
Step-2. 59+9
56+ 6
Step-3. 59+6=65 and 9*6=54
59+9
56+6
65 54
Step-4. ab base =10*5 hai isliye 65*5=325 , 64 ki jagah par aor 54 me se 5 ko
325 me add karenge and 4 jaise ka taisa rahne denge-:
325+5=330
59+9
56+6
330 4
59 multiply by 56= 3304 ans.
Aaj k liye bas itana hi, aapko ye post kaisa laga hume jarur bataye. Agar aapko iss post kahi bhi koi bhi problem huii ho to mujhe comments kark jarur bataye. Agar aapko aaj ki post achhi lagi ho to apne friends k saath jarur share kare.
Aik Trick Meri Taraf Se Dost
जवाब देंहटाएं11 ki kisi bhi Number Se Multipli Kaise Karege
Example-11*32
Step 1- 3 or 2 ko kuch space dekar likhlege
Step2- Phir dono digit ko add kar lege
Step3-Or Add hone ke bad jo aaya beech (Space) mai likh dege
11*32=352
Mustafa Ali Abidi Ji ye trick share karne k liye thanks!
जवाब देंहटाएंMai aapko batadu ki iss topic par maine Phale hi post kr chuka hu. Ye pade-:
http://mathstricks12.blogspot.com/2015/06/how-to-fast-multiply-by-11.html