मंगलवार, नवंबर 01, 2016

Top 10 math tricks post October 2016



Hello friends!! Welcome back again on mathstricks12.blogspot.com
Aaj se mai every month k top 10 math tricks post ko share karunga. Jisses aapko ek hi post me sabhi popular post miljayenge.
 Iss post me  3 October 2016 - 31 October 2016 k top 10 math tricks post k baare me bataunga. Chaliye friends aaj ka ye post start karte hai.

Top 10 math tricks post October 2016
Top 10 math tricks post oct 2016


Top 10 math tricks post October 2016

October month k jo top 10 post hai. Uski jaankari maine ek-ek kark di huyi hai. Saath hi saath aap ye bhi jaan sakenge ki inn post ko October me kitani baar read kiya gaya.
 October 2016 k top 10 post  is prakaar hai-:
 
                    Top 10 position  
                      



Mathematics operation

Friends October 2016 k top 10 post me se top 10 position par iss post ko jagah mili hai. Iss post October me 559 baar read kiya gaya.
Iss post me maine kuch aise question k baare me discuss kiya hai . Jo dekhane me to very easy lagate hai , but ek baar to achho-achhoho ka mind ghum jata hai. I recommend aapko bhi ek baar inn question ko jarur dekhana chahiye.
Agar aap dekhane k liye ready hai to yaha click kark dekhe.
         
                     Top 9 position  


Triangle and its types and defination
Ye post top 9 th position par hai. Iss post ko 768 baar read kiya gaya.
Iss post me maine triangle ka defination , isk types and un types k defination k baare me bataya hai.
Agar aap triangle k baare me jaanana chaahate hai to Yaha click kark read kar sakte hai.

                    Top 8 position  

Partial fraction ( Aanshik-bhinnh) shortcut tricks
Humare top 10 post me se top 8 position  par partial fraction (aanshik-bhinnh) shortcut tricks ko jagah mili hai. Isko 966 baar read kiya gaya.
Jaisa ki iss post k naam (name) se hi pata chal raha hai ki iss post me partial fraction k shortcut tricks ke baare me bataya gaya hai. Aap iss post ki help se partial fraction just few second me solve kar lenge.  Aap isse jarur read kare.

                    Top 7 position  

10 second me area of the triangle question solve
Friends top 7 position par 10 second me area of the triangle question solve post hai . Iss post ko iss month me 1183 baar read kiya gaya.
Iss post ki help se aap kisi triangle ka area find kar sakte hai, wo bhi kuch hi second me. Agar aap jaanana chaahate hai kaise? To yaha read kark jaane.

                   Top 6 position  

Trigonometry ka basic concept in hindi part-1
Iss post ko iss month me top 6 position mili hai. Iss post ko October month me 1176 baar read kiya gaya .
Iss post me maine trigonometry  ki basic jaankari di hai. Future me mai trigonometry k baare aor post karunga. Iss post ko aap yaha read kare.

                     Top 5 position  

Kya aapko koi help mathematics me chahiye?
Ye post iss month k top 5 position par hai aor iss post ko 1376 baar read kiya gaya hai.
Ye posr  mera sabse best post hai. Iss post ko mai sabse jyada like karta hu kyuki iss post ki help se mai aapki direct help karta hu. Bas aapko kewal iss post par comment karna hai. Iss post ko aap yaha read kijiye.

                  Top 4 position  

Fast multiply by 99, 999, 9999 of any numbers in hindi
Iss post ne top 10 me se top 4 position par apni jagah bana rakhi hai. Iss post October me 1435 baar read kiya gaya.
Iss post ki help se aap 99, 999, and 9999 ka multiply kisi numbers se fast se fast karna shikh sakte ho. Ye ek fast and best math shortcut tricks hai. Iss post ko read karne k liye [Not available]

                   Top 3 position  

Last digit 5 wale no. Ka square nikalana tricks se in hindi

Iss post ko top 3 position  tak aapne pahuchya hai. Iss post ko 1598 baar read kiya gaya.
Maan lo aapko kisi aise number ka square 3 second me nikalana ho. Jiska last digit 5 ho to aapk liye ye tricks best saabit ho sakti hai. Agar aap jaanana chahate hai kaise to  yaha read kare. 

                    Top 2 position

Fast cube tricks 1 se 99 tak in hindi
Iss post ko October ki top 2 position mili hai. Iss post ko last month me 1668 baar read kiya gaya.
 Aagar aap cube nikalana nhi jaante ya fast se fast cube nikaalna shikhana chaahate hai to ye post aapk liye bahot helpful hogi. Iss post ko Yaha read kare.



                    Top 1 position  

Square root in few seconds

Friends iss month k top 1 position par jo post hai uska naam Square root in few second hai. Iss month me iss post ko 2418 baar read kiya gaya .
Iss post me maine square root nikalane ka fast and easy method bataya hai. Jisko read kark aap square root jaldi se jaldi nikal sakte hai. Iss post ko read karne k liye Yaha click kark read kare.

To friends ye the October 2016 k top 10 math tricks post . Aapko ye post kaisa laga ?? Hume comment kark jarur bataye.
Ab aapki baari , aapne inn top 10 post  me se kon-kon si post read kiya hai ? aor aapko inme se kon si post sabse jayada pasand (like) hai ? Comment kark bataye.

Agar aap humari thodi help karna chahate hai to please  aap iss post ko apane friends k saath jarur share kare.
Jab aap humari post ko like and share  karte hai. To hume aor jyada best performance karne ki energy milti hai, so please share and like our Facebook page.

Thanks for reading !!!

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें