Hello friend!! Aaj hum aapko ek fast multiplication shortcut trick sikhane waale hai. Aaj hum aapko sikhayenge ki, 2-digit ke number ka other 2-digit ke numbers se multiply , shortcut trick se kaise karte hai?
To chaliye aaj ka multiplication shortcut tricks start karte hai:
Step-1. Unit's digit ke number ka multiply kare.
23 ka unit's digit 3 aur 12 ka unit's 2 se multiply karke note kare.
Step-2. Cross multiply karke add (+)
kare.
23 ke 3 ka multiply 12 ke 1 ke saath aur 23 ke 2 ka multiply 12 ke 2 ke saath multiply karke add kariye aur isko bhi note kare.
Step-3. Tens (Dahaai) digits ke numbers ka multiply kare.
23 ka Tens digit 2 aur 12 ka tens digit 1 se multiply karke note kare.
∴ 23×12 = 276 Answer
Hume ummid hai ki, aapko iss tricks ke sabhi steps achhe se samjh aaye honge. Agar aapko abhi bhi isske steps me problem ho rahi hai to humne inn steps ko formula ke roop me nichey diya hai. Aap nichey diye formula ka use kare.
O₁ = 1st number ka ones digit number
T₁= 1st number ka tens digit number
Question-4. 36×64
Question-6. 54×97
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 4×7 = 28
Step-2. (O₁)×(T₂) = 4×9 = 36
Question-7. 62×58
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 2×8 = 16
Step-2. (O₁)×(T₂) = 2×5 = 10
Aaj hum multiply karne ka bahut hi easy aur fast trick aapko sikhayenge. Iss shortcut trick se aap only 3 steps me multiplication ko bahut hi fast aur easily kar paayenge. Ye tricks bahut hi aashan hai aur agar aapne iss tricks ki achhe se practice kar li to aap kuch seconds me hi multiplication ke questions ko aashani se solve kar lenge.
To chaliye aaj ka multiplication shortcut tricks start karte hai:
3 Steps multiplication shortcut trick for 2-digit numbers
Iss multiplication tricks ko hum only 3 steps me sikhenge. Ye 3 steps bahut hi simple hai aur aap asshani se isse samjh sakte hai.
Hum nichey inn 3 steps ko details me aapko samjha rahe hai. Aap ek-dam dhayaan se issko samjhe. Agar koi bhi step par aapko koi problem aaye toh aap comment ya massage karke jarur puchhiye.
Hum nichey inn 3 steps ko details me aapko samjha rahe hai. Aap ek-dam dhayaan se issko samjhe. Agar koi bhi step par aapko koi problem aaye toh aap comment ya massage karke jarur puchhiye.
Multiplication tricks ke 3 steps :
Ab hum aapko iss trick ke simple 3 steps ko batate hai. Inn 3 steps ko hum ek multiplication question ko karte huye sikhte hai. Jis se aapko sabhi steps aashani se samjh aa jaayega aur ek multiplication question bhi solve ho jaayega. Toh chaliye ek question lekar start karte hai.
Question-1. 23×12 = ??
Tricks-: Nichey diye steps ko follow kariye.
Question-1. 23×12 = ??
Tricks-: Nichey diye steps ko follow kariye.
Step-1. Unit's digit ke number ka multiply kare.
23 ka unit's digit 3 aur 12 ka unit's 2 se multiply karke note kare.
Step-2. Cross multiply karke add (+)
kare.
23 ke 3 ka multiply 12 ke 1 ke saath aur 23 ke 2 ka multiply 12 ke 2 ke saath multiply karke add kariye aur isko bhi note kare.
Step-3. Tens (Dahaai) digits ke numbers ka multiply kare.
23 ka Tens digit 2 aur 12 ka tens digit 1 se multiply karke note kare.
∴ 23×12 = 276 Answer
Hume ummid hai ki, aapko iss tricks ke sabhi steps achhe se samjh aaye honge. Agar aapko abhi bhi isske steps me problem ho rahi hai to humne inn steps ko formula ke roop me nichey diya hai. Aap nichey diye formula ka use kare.
Step-1. (O₁)×(O₂)
Step-2. (O₁)×(T₂)+(T₁)×(O₂)
Step-3. (T₁)×(T₂)
O₁ = 1st number ka ones digit number
T₁= 1st number ka tens digit number
O₂ = 2nd number ka ones digit number
T₂ = 2nd number ka tens digit number
Ab hum kuch aur multiplication ke questions ko iss tricks se solve karte hai.
Question-2. 19×35
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 9×5 = 45
Step-2. (O₁)×(T₂) = 9×3 = 27
[5 note karenge aur 4 carry step-2 ke liye ]
19
×35
5 19
×35
Step-2. (O₁)×(T₂) = 9×3 = 27
(T₁)×(O₂) = 1×5 = + 5
32+4 = 36
32+4 = 36
[6 note karenge aur 3 carry step-3 ke liye ]
19
×35
65 ×35
Step-3. (T₁)×(T₂) = 1×3 = 3+3 = 6
19
×35
665 Ans. 19
×35
Question-3. 28×76
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 8×6 = 48
Step-2. (O₁)×(T₂) = 8×7 = 56
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 8×6 = 48
[8 note karenge aur 4 carry step-2 ke liye ]
28
×76
8 28
×76
Step-2. (O₁)×(T₂) = 8×7 = 56
(T₁)×(O₂) = 2×6 = +12
68+4 = 72 [2 note karenge aur 7 carry step-3 ke liye ]
68+4 = 72 [2 note karenge aur 7 carry step-3 ke liye ]
28
×76
65
Step-3. (T₁)×(T₂) = 2×7 = 14+7 = 21
28
×76
2128 Ans. 28
×76
Question-4. 36×64
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 6×4 = 24
Step-2. (O₁)×(T₂) = 6×6 = 36
[4 note karenge aur 2 carry step-2 ke liye ]
36
×64
4 36
×64
Step-2. (O₁)×(T₂) = 6×6 = 36
(T₁)×(O₂) = 3×4 = +12
48+2 = 50 [0 note karenge aur 5 carry step-3 ke liye ]
48+2 = 50 [0 note karenge aur 5 carry step-3 ke liye ]
36
×64
04
Step-3. (T₁)×(T₂) = 3×6 = 18+5 = 23
36
×64
2304 Ans. 36
×64
Question-5. 47×13
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 7×3 = 21
Step-2. (O₁)×(T₂) = 7×1 = 7
[1 note karenge aur 2 carry step-2 ke liye ]
47
×13
1 47
×13
Step-2. (O₁)×(T₂) = 7×1 = 7
(T₁)×(O₂) = 4×3 = +12
19+2 = 21 [1 note karenge aur 2 carry step-3 ke liye ]
19+2 = 21 [1 note karenge aur 2 carry step-3 ke liye ]
47
×13
11
Step-3. (T₁)×(T₂) = 4×1 = 4+2 = 6
47
×13
611 Ans.
47
×13
Question-6. 54×97
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 4×7 = 28
[8 note karenge aur 2 carry step-2 ke liye ]
54
×97
8 54
×97
Step-2. (O₁)×(T₂) = 4×9 = 36
(T₁)×(O₂) = 5×7 = +35
71+2 = 73 [3 note karenge aur 7 carry step-3 ke liye ]
71+2 = 73 [3 note karenge aur 7 carry step-3 ke liye ]
54
×97
38
Step-3. (T₁)×(T₂) = 5×9 = 45+7 = 52
54
×97
5238 Ans. 54
×97
Question-7. 62×58
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 2×8 = 16
[6 note karenge aur 1 carry step-2 ke liye ]
62
×58
6 62
×58
Step-2. (O₁)×(T₂) = 2×5 = 10
(T₁)×(O₂) = 6×8 = +48
58+1 = 59 [ 9 note karenge aur 5 carry step-3 ke liye ]
58+1 = 59 [ 9 note karenge aur 5 carry step-3 ke liye ]
62
×58
96
Step-3. (T₁)×(T₂) = 6×5 = 30+5 = 35
62
×58
3596 Ans. 62
×58
Question-8. 75×82
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 5×2 = 10
Step-2. (O₁)×(T₂) = 5×8 = 40
[0 note karenge aur 1 carry step-2 ke liye ]
75
×82
0 75
×82
Step-2. (O₁)×(T₂) = 5×8 = 40
(T₁)×(O₂) = 7×2 = +14
54+1 = 55 [5 note karenge aur 5 carry step-3 ke liye ]
54+1 = 55 [5 note karenge aur 5 carry step-3 ke liye ]
75
×82
50
Step-3. (T₁)×(T₂) = 7×8 = 56+5 = 61
75
×82
6150 Ans. ×82
Question-9. 83×41
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 3×1 = 3
Step-2. (O₁)×(T₂) = 3×4 = 12
Question-10. 99×29
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 9×9= 81
Step-2. (O₁)×(T₂) = 9×2 = 18
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 3×1 = 3
[3 note karenge ]
83
×41
3 83
×41
Step-2. (O₁)×(T₂) = 3×4 = 12
(T₁)×(O₂) = 8×1 = +08
20
[0 note karenge aur 2 carry step-3 ke liye ]
20
[0 note karenge aur 2 carry step-3 ke liye ]
83
×41
03
Step-3. (T₁)×(T₂) = 8×4 = 32+2 = 34
83
×41
3403 Ans. 83
×41
Tricks-: Step-1. (O₁)×(O₂) = 9×9= 81
[1 note karenge aur 8 carry step-2 ke liye ]
99
×29
1 99
×29
Step-2. (O₁)×(T₂) = 9×2 = 18
(T₁)×(O₂) = 9×9 = +81
99+8 = 107 [7 note karenge aur 10 carry step-3 ke liye ]
99+8 = 107 [7 note karenge aur 10 carry step-3 ke liye ]
99
×29
71
Step-3. (T₁)×(T₂) = 9×2 = 18+10 = 28
99
×29
2871 Ans. 99
×29
Ye bhi sikhiye-:
❒ Prove that sum of the angles of triangle is 180 degrees
❒ Relation among sinθ, cosθ, tanθ aur cotθ
❒ Square relations of trigonometric ratios
❒ Prove that sum of the angles of triangle is 180 degrees
❒ Relation among sinθ, cosθ, tanθ aur cotθ
❒ Square relations of trigonometric ratios
Hume ummid hai ki, aapko aajka multiplication shortcut trick achhe samjh aaya hoga. Agar kisi bhi point par aapko koi problem ya doubt hai toh aap comment karke puchh sakte hai.
Aap apne question ki image ya massage humare Facebook page par bhi send kar sakte hai.
Next lesson me aap kon-sa math ka topic sikhana chahte hai? Jaldi comment ya massage karke bataye hum aapko uss topic ko sikhayenge.
Agar aapko aaj ka multiplication shortcut tricks helpful laga ho to please ek share jarur kare.
Share karke aap humari bahot help kar sakte hai.

om namaha shivay.. amazing trick
जवाब देंहटाएंThanks Devendra
हटाएंKuchh bhi...
जवाब देंहटाएंKya kuch bhi... Samjh nahi aaya.
हटाएं