शनिवार, फ़रवरी 04, 2017

Top-10 math tricks post January 2017



Hello friends!  Welcome to the mathstricks12.blogspot.com
Aaj mai aapko unn top-10 math tricks post k baare me bataunga jo January 2017 month k top-10 position par rahe.

top -10 math tricks post january 2017


Agar aap mere daily visitors honge to aap jaante honge ki mai every month k top-10 math tricks post ko aapk saath share karta hu. Jissese aapko ek hi post k aandar sabhi useful post mil jaaye.
Aap chhahe to october 2016 and November 2016 k top-10 math tricks post ko read kar sakte hai.




 But mai aapko bata du ki maine December 2016 ka top-10 post nahi likha.  Uska reason  ye hai ki November and December k top-10 post me mujhe kuch jayada difference  nhi lag raha tha. But don't worry aaj ek baar phir top -10 math tricks post lekar aaya hu.
To Aayiye aaj ka article start karte hai.

Top-10 math tricks post January 2017

Ye top-10 post jan 3 , 2017 se jan 31 , 2017 tak k hai. So  let's start countdown -:

                   Top - 10 position   

Triangle and its types and defination in hindi

Triangle se related iss post ne iss month me  top-10 position par jagah mili hai.

● Kya hai iss post me? 

Iss me aapko triangle ki defination, properties, types of triangle with images ki jaankari ek hi post k aandar mil jaayega. Agar aap triangle k baare me jaanana chahate hai to isko jarur read kare.

Page views -   604 

                   Top - 9 position    

Mathematics operation 

Mathematics operation ko iss month  (January) me top- 9 position mili hai.

Kya hai iss post me ?

Iss post me maine mathematics  reasoning k question ko solution k saath share kiya hai. Jo ki competitive exam  me puchhe jaa chuke hai Aor mai try karta hu ki every Sunday minimum 1, iss type k question ko iss post me share karu.

Page views -   640

                  Top - 8 position   

Trigonometry ka basic concept in hindi part-1

Trigonometry se related iss post ko top-8 position mili hai.

Kya hai iss post me? 

Iss post me maine trigonometry ka basic concept k baare me bataya hai. Ek tarik se aap kah sakte hai ki trigonometry ki starting iss post me hai.  Jald se jald isska next part bhi aapko share karunga.

Page views - 681
             
                   Top -7 position   

Top 10 math tricks post november 2016

Iss post ko January month me top-7 position  mili hai.

Iss post me kya hai? Ye to aap jaan hi gaye honge.
November month k sabhi top-10 post isme aapko mil jaayega.

Page views - 877


                    Top - 6 position   

10 seconds me area of the triangle question solve

Iss post ko January month me top-6 position mili hai.

Kya hai iss post me? 

Iss post me maine geometry triangle ka area calculate karne ka fast tarika bataya hai.  Agar aap triangle ka area fast nikalana shikhana chahate hai to iss post ko abhi read kariye.

Page views - 1,016

                  Top - 5 position   

Kya aapko koi help mathematics me chahiye? 
Iss post ko aapne top-5 position tak pahuchaya hai.

Kya hai iss post me? 

 Iss post me mai aapk question ka answer deta hu. Agar aapka bhi koi question ho to iss post par comment kare. Mai puri kosish karunga ki aapki jald se jald help kar saku.

Page views - 1,234

                  Top - 4 position   

Fast cube tricks 1 se 99 tak in Hindi

Iss post ki position to aap jaan hi gaye honge. To mai iss post ki khasiyat batata hu.

Kya hai iss post me? 

Iss post me 1-99 tak k numbers ka cube nikalne ka fast trick maine bataya hai. Issme cube trick formula hai. Jis me aap value rakhenge aor answer aapk saamne hoga.

Page views - 1,367

                   Top - 3 position   

Fast calculate square of numbers ending with 5

Iss post ko top-3 position par jagah mili hai.

Kya hai iss post me? 

Sabse pahle to mai aapko batadu ki iss post ko maine new update kiya hai.  Pahale iss post ka naam  ( name ) Last digit 5 wale no. ka square nikalana tricks se in hindi 
Tha.
Iss post ki help se aap last digit 5 wale numbers ka square ,  just in second me solve kar lenge.  Means , aapko pen and copy  use karne ki jarurat hi nhi hai.
"Answer in your mind! "

 Page views -  2,170

                   Top - 2 position   


(Not available )
Iss post ko January month me top-2 position mili hai.

● Kya hai iss post me? 

Iss post me maine 99 , 999 , aor 9999 ka kisi bhi numbers k saath  fast multiply karna shikhaya hai.  Ye post spacial number trick hai.

Page views -  2,243

                  Top -1 position    

Square root in few seconds

Agar aapne October and November ki top-10 post read kiya hoga to dekha hoga ki yehi post top-1 position par hai .
And january me bhi iss post ne apni position ko banaye rakha hai.

Kya hai iss post me? 

Iss post me  square root nikalane ki fast trick  bataya gaya hai .  Agar aapko square root genral method se nikalane me problem hoti hai to ye post aapki problem ko dur kar dega. So must read!

Page views -   3,641

Watch our video-:





To friends ye tha top -10 math tricks post January 2017
 Agar pasand aaya ho to please iss post ko dusaro k saath  Facebook , Twitter, Google + , whatsapp par jarur share kare.

Thanks for reading! 


4 टिप्‍पणियां: