Hello friend !! December ka month chal raha hai aur December 25 ko Christmas hai. Ye festival all world me bahot hi dhum - dhaam se celebrate kiya jaata hai. Ye festival christians ka very main festival hai. Iss din hum sabhi ek dusre ko Happy Christmas ya Marry Christmas kah kar ek-dusre ko wish karte hai. To aaj ka humara topic bhi Christmas wish par hai.
Aaj hum aapko sikhayenge ki math ke equation ko solve karke Marry X-mas kaise likha jaata hai ?
To chaliye start karte hai:
Math equation se Marry X-mas likhna sikiye.
Sabse pahle hum math ka ek equation lenge aur math ke formula aur math concept ka use karke iss equation ko solve karenge. To chaliye start karte hai.Step -1. Sabse pahle ek equation lenge.
Step -2. Ab upar diye equation ko solve karte hai. Sabse pahle denominator ke r² ko remove karna hai . Uske liye dono side means , L.H.S. aur R.H.S. me r² se multiply karenge.
⇒ r²y = loge[(X/m) - as]
Step -3. Ab loge ko remove karenge . Uske liye hum niche diye formula ka use karenge.
Formula-: B = logeA
⇒ eB = A
To iss formula ki help se jab hum loge ko R.H.S. se remove karenge to L.H.S. me e aayega.
⇒ er²y = [(X/m) - as]
Step -4. Ab R.H.S. ke x/m ke denominator ke m ko remove karna hai. Iske liye L.H.S. aur R.H.S. me m se multiply karenge.
⇒ mer²y = X - mas
Step - 5. Ab r² ko r×r = rr likhenge.
⇒ merry = X - mas
To lijiye complete ho gaya.
⇒ Marry X - mas
Aap iss video ko dekh kar acche se samjh lijiye.
(Watch this video)
To friend ab aap bhi math ke equation se marry x-mas likhna sikh gaye hai.
Iss article ko apne sabhi friends ke saath Whatsapp , Facebook, Twitter , Google+ par share karke unko bhi sikhayiye.
Aapko bhi Maths Tricks in Hindi ke taraf se 🎄🎄 Marry Christmas 🎄🎄Also read -:
• simple equation ko tricks se kaise kare?
• Cube root just in seconds in Hindi
• What are prime numbers and composite numbers ?
• Prime factorization method se square root kaise calculate karte hai ?
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें