Trigonometry - 2
Hello friends ! Maine apne last post Trigonometry ka basic concept in hindi me triangle k baare me short me kuch chije batayi thi.Aaj mai triangle k baare me details me bataunga. Agar aap triangle k baare acche se details me jaanana chhahate hai to iss post ko pura read kare.
Triangle me hum jaanege ki-:
- Triangle kya hai ?
- Triangle k kitane types hote hai?
- Sides k basis par triangle kitne types k hote hai?
- Angle k basis par triangle k kitane types hote hai ?
【Note-: Ye sab k alawa koi oar baate jo aap triangle k baare me jaanana chahate hai .Mujhe comment kare .Mai issi post aapk name sahit iss post me add kar dunga.】
Also read-:
• 10 seconds me area of triangle question
Chaliye ab aage badate hai, to friends first question hai ki-:
Q-1. Triangle kya hai?
(What is triangle ?)
Friends Triangle ek aisa shape hai jisme 3 line segment hote hai . Ye line segment ek dusre se attached hote hai.
Means triangle 3 line segment se plane par banaya gaya ek close shape hai.
Agar aap simple language me kahe to -
" triangle ek aisa shape hai jisme 3 lines ek dusre se judi (attached) rahati hai."
Or
" Wo shape jisme only 3 angles ho , triangle kahalata hai."
Triangle ko " ∆ " se denote karte hai.
Niche ek triangle ka image diya gaya hai
Some important points of triangle-:
Uppar diye gaye image me triangle ko aap dhyaan se dekhe. Uppar diye triangle k anusaar triangle k some important points hote hai. Jo iss prakaar hai-:Means triangle 3 line segment se plane par banaya gaya ek close shape hai.
Agar aap simple language me kahe to -
" triangle ek aisa shape hai jisme 3 lines ek dusre se judi (attached) rahati hai."
Or
" Wo shape jisme only 3 angles ho , triangle kahalata hai."
Triangle ko " ∆ " se denote karte hai.
Niche ek triangle ka image diya gaya hai
Some important points of triangle-:
1. Uppar image k triangle ABC ko
hum ∆ABC se denote karte hai.
2. ∆ABC me 3 sides hai -:
AB , BC and CA
3. Iss triangle me 3 corners hai-: A,
B and C. Inn corners ko hum vertices kahate hai.
Hindi me vertices ko " Shirsh" (शीर्ष) kaha jata hai.
4. Triangle me 3 angle hote hai-:
/_ A , /_B and /_C
5. Kisi bhi triangle k sabhi 3 Angeles ka sum (Addition) 180° hota hai.
Means , /_A+/_B+/_C = 180°
• fast cube trick 1 se 99 in hindi
• square root in few seconds
Types of triangle-:
Triangle k types ko hum 2 base (aadhar) par defined kar sakte hai-
(i) Angle k aadhar par triangle k types
(ii) Sides k aadhar par triangle k types
(i) Angle k aadhar par triangle k types
(ii) Sides k aadhar par triangle k types
(i) Angle k aadhar par triangle k types-:
Friends"angle k aadhar" par triangle k 3 types hote hai -
(a) Acute angled triangle
(b) Right angled triangle
(c) Obtuse angled triangle
(c) Obtuse angled triangle
(a) Acute angled triangle-:
Acute angled triangle ko hindi me " nyunkon tribhuj" ("न्यूनकोण त्रिभुज ") kahate hai.
Defination of "acute angled triangle" -:
Wo triangle jisme sabhi angle 90° se less ho, matalab 90° se kam ho. To aise triangle ko hum "acute angled triangle" kahate hai.
For example-:
/_ A = 60°
/_B = 65°
/_C = 70°
∆ABC ka sabhi angle 90° se less hai. Isliye ∆ABC ek Acute angled triangle hai.
• Fast multiplication by 11
• Last digit 5 wale numbers ka square shortcut se kaise karte hai?Defination of "acute angled triangle" -:
Wo triangle jisme sabhi angle 90° se less ho, matalab 90° se kam ho. To aise triangle ko hum "acute angled triangle" kahate hai.
For example-:
Niche diye triangle ko dekhe-:
∆ABC me hum dekhate hai ki -:/_ A = 60°
/_B = 65°
/_C = 70°
∆ABC ka sabhi angle 90° se less hai. Isliye ∆ABC ek Acute angled triangle hai.
• Fast multiplication by 11
(b) Right angled triangle-:
Right angled triangle ko hindi me "samkon tribhuj"(समकोण त्रिभुज) kahate hai.
Defination of "Right angled triangle"-:
Wo triangle jisme koi ek angle 90° ho, to aise triangle ko "right angled triangle" kahate hai.
For example-:
Niche diya triangle dekhe.
∆ABC me , /_ C = 90°
Isliye ∆ABC , ek Right angled triangle hai.
• Multiplication of three digits number in hindiDefination of "Right angled triangle"-:
Wo triangle jisme koi ek angle 90° ho, to aise triangle ko "right angled triangle" kahate hai.
For example-:
Niche diya triangle dekhe.
∆ABC me , /_ C = 90°
Isliye ∆ABC , ek Right angled triangle hai.
(c) Obtuse angled triangle-:
Obtuse angled triangle ko hindi me "Adhik kon tribhuj"(अधिककोण त्रिभुज)
kahate hai.
Defination of "Obtuse angled triangle"-:
Wo triangle jisme koi ek angle 90° se greater ho . Means 90° se big ho. To uss triangle ko hum " obtuse angled triangle" kahate hai.
∆ABC me ,
/_C = 120°
Isliye ∆ABC ek obtuse angled triangle hai.
• Partial fraction (Aanshik bhinnh) shortcuts tricks part-1 in Hindi
• multiplication tricks of two digits
(ii) Sides k aadhar par triangle k types-:
Friends, jaisa ki hum jaante hai ki triangle me 3 sides hote hai. Sides k basis (aadhar) par triangle k 3 types hote hai-:
(a) Equilateral triangle
(b) Isosceles triangle
(c) Scalene triangle
(b) Isosceles triangle
(c) Scalene triangle
(a) Equilateral triangle-:
Equilateral triangle ko hindi me "sambaahu tribhuj" (समबाहु त्रिभुज) kahate hai.
Defination of equilateral triangle-:
Wo triangle jiska sabhi 3 sides equal ho aor sabhi 3 angles 60°- 60° k ho , to aise triangle ko "equilateral triangle" kahate hai.
Sides- AB = BC = CA
Angles- /_A = /_B = /_C = 60°
Isliye upper diya ∆ABC ek equilateral triangle hai.
• Straight line k question tricks
• Simple equation ko tricks se kaise solve kare ? part-3
(b) Isosceles triangle-:
Isosceles triangle ko hindi me " samadvibaahu tribhuj" kahate hai.
Defination of isosceles triangle-:
Wo triangle jisk koi bhi 2 sides equal and inn 2 sides se banaya angle equal ho. To aise triangle ko "isosceles triangle" kahate hai.
For example-:
∆ABC me , AB = BC
and /_B = /_C
Isliye diya ∆ABC ek isosceles triangle hai.
Defination of isosceles triangle-:
Wo triangle jisk koi bhi 2 sides equal and inn 2 sides se banaya angle equal ho. To aise triangle ko "isosceles triangle" kahate hai.
For example-:
∆ABC me , AB = BC
and /_B = /_C
Isliye diya ∆ABC ek isosceles triangle hai.
(c) Scalene triangle-:
Scalene triangle ko hindi me "vishamabaahu tribhuj"(विषमबाहु त्रिभुज) kahate hai.
Defination of scalene triangle-:
Wo triangle jisk sabhi 3 sides equal nhi ho , to aise triangle ko " scalene triangle" kahate hai.
Sides -: AB , BC and CA equal nhi hai. Isliye ye ∆ABC ek scalene triangle hai.
Aapko ye post kaisa laga ? Mujhe jarur bataye.
Agar aapko ye article pasand aaya to please aap iss post ko aap apne friends , apne relationship se jode logo k saathFacebook, Twitter, Google+ , whatsapp par share kare.
Most important baat-:
Agar aap mathematics se related koi question puchhana chahate hai to issk liye aap maths tricks k Facebook page,Twitter ya contact form ya comment ki help se apna question send kar sakte hai.
Aap k inn question ka answer mai aapne page Aapk send kiye gaye question ka answer yaha hai par dunga.
Thanks for visiting and reading!
☺☺☺
triangle Ki sides 5,7 and 3 dia hai to sab se bada angle kya hoga ??
जवाब देंहटाएंSuppose karte hai -:
हटाएंEk triangle ABC me -
AB = c = 3
BC = a = 5
AC = b = 7
AB² = 9 , BC² = 25 and AC² = 49
and hum jaante hai ki-:
AC² > AB²+BC²
ho to triangle triangle" Obtuse angled triangle hota hai.
Matalab diya gaya triangle " Obtuse angles triangle hai.
and issue triangle ka bada angle B hoga.
and
Angle B = Cos B
Formula -:
Cos B = [c²+a² - b²] ÷ [2ac]
formula me a,b,c ki value rakhe -:
Cos B = [9+25-49]÷30
CosB = -1/2
= Cos 120°
B = 120° ans.
thanks I like it
जवाब देंहटाएं+AMIT ji aapko ye article achha laga . Iske liye aapko bhi thanks :)
हटाएंequilateral angle'isosclence angle' scalene angle ki English main definition bataye.
जवाब देंहटाएंequilateral angle'isosclence angle' scalene angle ki English main definition bataye.
जवाब देंहटाएंthank u ....i like it..and i need it
जवाब देंहटाएंANOOP ji aapko bhi thanks :)
हटाएंthnx........its awesome website .........thnx alot admin
जवाब देंहटाएं+SABIHA ji aapko bhi thanks :)
हटाएंVery useful for me thanks or essay bi lga
जवाब देंहटाएंVery useful for me thanks or essay bi lga
जवाब देंहटाएंThank you so much
हटाएंBohot acha
जवाब देंहटाएंBohot acha
जवाब देंहटाएंI like your article sir
जवाब देंहटाएंand i wanna give a lots of thanks sir for this prices kind of article sir
actually sir i m not fully perfect in english as well as hindi
whatever i search that is either fully english or fully hindi
But sir you havr made such kinds of aricle that elixir for me kind of students .
thanks once again sir
You are most welcome @Ritesh ji
हटाएंnice and easy to khown..................................
जवाब देंहटाएंThanks :)
हटाएंDhanybad ek dm badhiyaa bhout ache se btaye hai aap
जवाब देंहटाएंAapka welcome hai.
हटाएंSimilar triangle ko define karte hue examples bhi bataye
जवाब देंहटाएंJi jarur! Hum jald hi similar triangle ki defination aur examples ko bhi batayenge.
हटाएंThanks ! Keep visiting...
जवाब देंहटाएं